Friday, November 4, 2011

Sarfaroshi ki tamanna - Gulaal Version

Sarfaroshi ki tamanna - Gulaal Version Video
 
Iss desh ne har sakhsh ko jo kaam the saupe,
Iss desh ne har sakhsh ko jo kaam the saupe,
Uss sakhsh ne uss kaam ki maaa-chis jala k chod di...

Sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil me h,
Sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil me h,
Dekhna h jor kitna baaju-e-kaatil me h,
Waqt aane de batadenge tujhe a-aasma,
ham abhi se kya bataye kya hamare dil me h,

Oh re bismil kaash aate aaj tum hindusita,
dekhte ki mulk saara ye tashan me thrill me h,

Aaj ka londa ye kahata ham to bismil thak gye,
Apni aazadi to bhaiya londiya ke dil me h,

Aaj k jalso me bismil ek gunga gaa raha,
Or baharo ka wo raila nachta mahfil me h,

Haath ki khaadi banane ka jamana lad gayaa,
AAj to chaddi bhi silti engilso ki mil me h,

Dekhna h jor kitna baaju-e-kaatil me h,
Waqt aane de batadenge tujhe a-aasma,
ham abhi se kya bataye kya hamare dil me h,

Sarfaroshi ki tamanna ab hamare dil me h....

1 comment:

Anonymous said...

nice vedio thanks for sharing and also for the lyarics can you please share other songs from gulaal movie..

thanks.

Vertical Bar

c6284600b2c4504c4700725ae468c08f7f18e548a102af1d31
Freelance Jobs

Popular Posts